A Bazz & Raul - Tukde Lyrics

Tukde is the latest Heartbreaking Hindi song sung by A Bazz feat Raul who performed the rap. The lyrics are also penned by these two artists and music is created by Raul.


A Bazz & Raul - Tukde Lyrics

Song: Tukde
Singer: A Bazz X Raul
Lyrics: A Bazz X Raul
Music: RaulAagayi na tu duniya ki baaton mein
Bhul gayi mujhko un suni raahon pe
Soch ke baitha tha ki tu aayegi
Kya pata tha aise chali jayegi,

Zara sun o bewafa
Meri baat sunti ja
Dil mera toda tha
Tukde bhi leti ja, - (2X)

Aaaaa hey haaa...

Tere hathon mein haath
Yehi toh socha tha
Jo nahi socha tha
Wohi toh hona tha,

Khwahishein tutti hain
Kya bolu tumse main
Tutta hun aise ki
Jud na paun fir se main,

Aaaaaa...

Hey eee.. haa aaa..

Yeah,

Tu jo bolti woh karta
Bolti ek main sau karta
Kasam teri main pagal tha
Tera pyar nahi tera naukar tha,

Dil tutne mein kya hota hai
Tujhe kya bataun janejaan
Tukde haath mein lekar mujhko
Shonk chada hai gaane ka,

Tere baare mein
Jo mujhe pata chala baad mein
Kyu diya main apna hath tere haath mein
Kaise kaise sapne sajaye tere saath mein
Iss aashiq ko tune mila diya raakh mein, - (2X)

Zara sun o bewafa
Meri baat sunti ja
Dil mera toda tha
Tukde bhi leti ja, - (2X)

Comments